RD 7 Nov 2022
Maine adhar se paisa nikala tha lekin jiske yaha se nikala tha wo bol raha hai apka transaction failed ho gaya hai lekin mere account se paisa cut gaya tha maine apne customer care se baat ki wo bole transaction successfully hai Rs. 810.00 withdrawn from IPPB a/c XXXXXXXX6322 at m-ATM register on 26-09-2022 17:24:15. RRN# 226917474591. Avl bal Rs. 66.74.