RD 16 Jan 2019
Game mail Aya tha ki Himalaya herbals Pvt Ltd me job Khali hai par Mai job call kiya to bola Gaya ki 1250 RS lagega par vahan Jane ke bad mujh se 4100 RS Liya Gaya or usake bad mujhe bola Gaya ki training me apako room diya jaye ga Lekin jab Mai training ke liye Gaya to mujhe koi room nahi diya Gaya. Or mujh se training co. Ne paisa bhi Liya or job ke liye training filed me katane ke Liya kaha . Jab ki mera training ASM ke liye that